Famous Dialogues from Movie – Kishen Kanhaiya (1990)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Kishen Kanhaiya released in year 1990

Main toh film bhi dekhkar pasand karti hoon, story sunkar nahi … ussi tarah main ladka bhi dekhkar pasand ya napasand karoongi

by Madhuri Dixit
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Jab kaam ka bhoj badh jaata hai na … toh dimaag ki wiring mein short circuit ho jaati hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Technology & Science, Comedy
——-

Ek ek do do peg toh do do takke ke log peete hai … hum toh poori botal peene waalon mein se hai

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks
——-

Hum toh kalakar hai … hamari kala ki taqdeer mein car likhi hi nahi hai … yeh kalakar bekaar sadakon par dhukaar ki tarah ghoom raha hai, dhukaar ki tarah

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Transportation
——-

Aatma ek magar naam do, Kishen Kanhaiya … ab dekhna main kaise bajata hoon inka band bhaiya

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Action, Comedy
——-

Main toh aakhi zindagi samajhdari ki baat karte rehta hoon … magar afsoos ki baat yeh hai ki pehli martaba meri samajhdari ki baat aapki samajhdari ki pitaari mein utari hai … samajhe ki nahi?

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Kishen Kanhaiya (genre: Drama) from 1990, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *