Famous Dialogues from Movie – Khudgarz (1987)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Khudgarz released in year 1987

Is zameen se kabhi nafrat mat karna … kyun ki aadmi jab oonchai se ludakta hai … toh usse neeche is hi zameen par aana padta hai

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Beizzati ki chhat ke neeche jeene se behtar hai … ke insaan bina chhat ke izzat se jiye

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in House, Drama
——-

Kuch baatein patthar ke lakeer se zyada gehri hoti hai … patthar toot jaata hai lekin lakeerein nahi mitne paati

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aaj hum iska boti ka tukda tukda karke … iska khoon ka ek ek boond choos loonga

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Aaj humne tarakki ka pehla seedhi par kadam rakh liya hoon … aur bahut jaldi itna oonchai pe pahunch jaonga … ke humko dekhne ke liye tumko aakash ka baadal hatana padega

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Drama, Victory & Success
——-

Main pehle sirf kal hi ki soochta tha … aur ab bahut door ki soochne laga hoon

by Kiran Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aaj ke baad humri bahen ko aaisa ungli se bhi chua na … toh saala maar maarke, maar maarke tumra pura hadi pasli hum todh doonga … aur aaisa todhonga saala ki duniya ka kauno haspatal mein tumra ilaaj nahi ho sakega

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Imaandari se chori karne mein … chori pakdi nahi jaati

by Kiran Kumar
categorised in World & Universe
and also in Crime, Truth & Honesty
——-

Patni ka gawaar hona pati ke liye bhagwan ki dein hoti hai

by Kiran Kumar
categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Khudgarz (genre: Drama, Family, Musical) from 1987, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *