Famous Dialogues from Movie – Khuda Kasam (2010)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Khuda Kasam released in year 2010

Main apne haath do hi waqt uthata hoon … dua ke liye, joh mera imaan hai … aur zulm ke khilaaf ladne ke liye, joh mera ishq hai

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama
——-

Hussain ka ek ghoonsa … aur teri khopdi ke bawees tukde

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Har insaan pehle Hindustani hai … phir baad mein Musalman ya Hindu

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Patriotism
——-

Neetu Singh jab koi mission par nikalti hai toh kafan apne saath lekar chalti hai … ya toh dushman ko pehna deti hai … ya khud pehenkar desh par shaheed ho jaati hai

by Tabu
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Enemy, Action
——-

Jab main dushman ke saath haath milata hoon … toh uske haath ki jeevan rekhayein mitt jaati hai

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Enemy
——-

Mera muhafiz hai khuda, toh phir hai kaun joh mujhko utha sake … teri kya aukaad hai, joh jahaan se mujhe mitta sake

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Action

In case there are some dialogues missed from the movie Khuda Kasam (genre: Action) from 2010, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *