Famous Dialogues from Movie – Khiladi 786 (2012)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Khiladi 786 released in year 2012

Duniya mein teen cheezen hoti zaroor hai lekin kisi ne dekhi nahin … bhooton ka sansar, sacha wala pyar aur Bahattar Singh ki raftaar

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Comedy
——-

Oye kake Punjabi na toh chup chap aate hain, na hi chup chap jaate hain

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Unki gali mein hum aaye ajeeb ittefaq hai … phool toh pheka unhone … magar gamla bhi saath hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Flowers & Trees, Romance
——-

Bag uthakar padne gaya toh master ne kaha school chhod de … bat ball uthakar mohalle mein gaya toh bachchon ne kaha khelna chhod de … scooter uthakar ghar se bahar gaya toh padosi ne kaha Malad tak chhod de … aur aaj papa ne kaha ghar hi chhod de

by Himesh Reshammiya
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Parents, House
——-

Main har test pass karke dikhaonga … chahe yeh mera blood test kyun nah lele

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Education, Comedy
——-

Shaadi byah ke mamle mein … aate mein namak jitna jhoot chalta hai

by Himesh Reshammiya
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Food & Drinks, Lies & Cheating
——-

Awara kutta Mercedes ke peeche bhaag toh sakta hai … lekin usse chala nahin sakta

by Himesh Reshammiya
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Transportation, Comedy
——-

Rishteydari taqat waalo ke saath nahin … sharafat waalo ke saath ki jati hai

categorised in World & Universe
and also in Drama, Truth & Honesty

In case there are some dialogues missed from the movie Khiladi 786 (genre: Action, Comedy) from 2012, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *