Famous Dialogues from Movie – Khamoshiyan: Silences Have Secrets (2015)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Khamoshiyan: Silences Have Secrets released in year 2015

Hum jism nahi, rooh ko bas mein karne ka shauk rakhte hai … ujaalon mein nahi, andheron mein savarte hai

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Horror
——-

Woh baatein joh hum kisi ko bata nahi sakte … tanha toh woh baatein hum mein banati hai

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hum sab apne apne raaz ke shikaar hote hai

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Bura waqt koi jagah nahi hoti jahan se aap bachke nikal sakte hai … bura waqt aapke saath saath chalta hai … aur jitna hi aap usse bhaagne ki koshish karte hai … utna hi woh aapki taraf badhta hua nazar aata hai

categorised in World & Universe
and also in Time
——-

Woh joh dar-badar ghoomte rehte hai … woh ya koi kahani bhulana chahte hai ya dhoondna … ya dono

categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Khamoshiyan: Silences Have Secrets (genre: Horror) from 2015, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *