Famous Dialogues from Movie – Kaal Chakra (1988)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Kaal Chakra released in year 1988

Thane aur aspataal na koi apne marzi se jaata hai … na apne marzi se aata hai

by Priya Tendulkar
categorised in World & Universe
and also in Police
——-

Phool murjhane se bhi kaante nahi ho jaate … us hi tarah sach ke haar jaane se woh jhooth nahi ban jaate

by Suresh Oberoi
categorised in World & Universe
and also in Flowers & Trees, Truth & Honesty, Lies & Cheating
——-

Sachai ki chaadar hamesha choti padh jaati hai … sar dhako toh pair khul jaate hai aur pair dhako toh sar nanga

by Sadashiv Amrapurkar
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty
——-

Ek murde ko kafan pehnane mein jitna time lagta hai na … usse bhi kam time mein main tera vardi utaar sakta hai

by Ishrat Ali
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Police, Time
——-

Duniya jalati hai dil toh kya … pyar ki thandi chaanv toh hai

by Soni Razdan
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Romance
——-

Neta logon ki aadat hi hai … jab soote hai toh soote rehte hai … aur jab jagenge toh cheenkhne chilaane lagte hai

categorised in World & Universe
and also in Politics, Comedy
——-

Aag se aadmi tabhi bach sakta hai jab woh khud aag ban jaaye

categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Insaan ki aukaat hi kya hoti hai … ek cheenk se shuru hoti hai … doosri cheenk par khatam ho jaati hai

by Suresh Oberoi
categorised in World & Universe
and also in Life
——-

Aansoon mitkar bhi kahan mittate … phail jaate hai kabhi dhood bankar … ubhar aate hai kabhi khoon bankar … aur yahi khoon jab aankhon mein utar aata hai toh aansuyon ki barsaat ho jaati hai

by Suresh Oberoi
categorised in World & Universe
and also in Sadness, Drama
——-

Main waqt ki aankh se tapka hua aansoon ka ek katra hoon … jisko mohabbat ki hatheli par agar koi sajaa le toh moti ban jaaye

by Suresh Oberoi
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Time
——-

Har ek zindagi ek cheenk se shuru hokar ek cheenk par khatam ho jaati hai … in do cheenkho ke beech leti hui zindagi lagatar cheenkhte rehne ka naam hai

by Suresh Oberoi
categorised in World & Universe
and also in Life

In case there are some dialogues missed from the movie Kaal Chakra (genre: ) from 1988, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *