Famous Dialogues from Movie – Junglee (1961)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Junglee released in year 1961

Is duniya mein na koi pooch ke aaya hai … aur na koi pooch ke jayega

by Saira Banu
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Drama
——-

Makkhiyon ki aadat hi aisi hoti hai … jitni baar udao, phir aa jaati hai

by Saira Banu
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Comedy
——-

Insaan gir sakta hai, usool jhuk sakta hai, aur khandan tabah ho sakte hai … lekin mohabbat karne waale dil na jhuke hai … aur na kabhi jhuk sakte hai

by Shammi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Zinda rehne ke liye sirf teen cheezein zaroori hai … hansi, khushi aur phool

by Shammi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Happiness, Flowers & Trees
——-

Mohabbat mein kabhi aisi bhi halat paayi jaati hai … tabiyat aur ghabrati hai jab behlayi jaati hai

by Shammi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Mohabbat sirf ek se hoti hai

by Shashikala
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Bachche hasne se aam bachchon ki tarah chichore … aur rone se buzdil ban jaate hai

by Lalita Pawar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jab pyar kisise hota hai toh dil ki uljhane aur bhi badh jaati hai

by Shammi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Hasne waalo ko kabhi kabhi rona bhi padta hai

by Shammi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Junglee (genre: Romance) from 1961, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *