Famous Dialogues from Movie – Judge Mujrim (1997)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Judge Mujrim released in year 1997

Tumne khud mujhe zindagi ke aaise modh par akela chhoda hai … jahan se aage main badh nahi sakti aur peeche hatne ke kabil nahi rahi

by Ashwini Bhave
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Yeh upar waala hai na hamesha chuhe billi ka khel khelta hai … kabhi itna sukh deta hai ki sambhala nahi jaata … kabhi itna dukh de deta hai ki dil se nikala nahi jaata

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Happiness, Sadness, Religion & God
——-

Apne maqsad mein kamyaabi haasil karne ke liye … taqat se zyada himmat ki zaroorat hoti hai

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Victory & Success, Courage, Inspiration
——-

Agar maarna chahte ho toh che ki che goli humri khopadiya mein utaar do … kyun ki agar humre jism mein thodi bhi jaan reh gayi … toh hum tujhko jaan se maar daalonga

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Udhar log mitane jaate hai gham … aur uska naach dekhke nikal jaata hai ache-achon ka dum

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Dance, Sadness, Comedy
——-

Woh pyar nahi ek mazak tha … aur mazak dil behlane ke liye hota hai … dil mein basane ke liye nahi

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Drama, Romance

In case there are some dialogues missed from the movie Judge Mujrim (genre: Action) from 1997, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *