Famous Dialogues from Movie – Joru Ka Ghulam (2000)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Joru Ka Ghulam released in year 2000

Saaya andhere mein saath chhod deta hai … aur naseeb bure dino mein saath chhod deta hai

by Ashok Saraf
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny
——-

Insaan is duniya mein insaan bankar rahe … yahi uske liye kaafi hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Jis baap ki char jawan betiyan bin biyahi ghar mein baithi rahe … us baap ki misaal us laash ki tarah hoti hai … jisko na jalaya ja sakta hai, na dafnaya ja sakta hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Parents, House, Drama
——-

Kutte ko ghee aur chor ko izzat … kabhi hazam nahi hoti

by Ashok Saraf
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Animals & Birds, Thief & Criminal
——-

Chehra dil ka aaina hota hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Ladkiyon ka asli ghar unka mayka nahi … unka sasural hota hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in House, Women
——-

Har daaku mein ek Valmiki hota hai

by Ashok Saraf
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal
——-

Beti ki shaadi baap ke liye swarg jaane ki seedi hoti hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Parents

In case there are some dialogues missed from the movie Joru Ka Ghulam (genre: Drama) from 2000, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *