Famous Dialogues from Movie – Jhumroo (1961)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Jhumroo released in year 1961

Gareeb ameer ka farak sirf haisiyat se hi nahi … dil se bhi hota hai

by Kishore Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Zulm ka badla lene ka mauka zindagi mein ek baar har insaan ko milta hai

by Lalita Pawar
categorised in World & Universe
and also in Revenge, Life
——-

Ladke ko akal se aur ladki ko shakal se pehchana jaata hai

by Anoop Kumar
categorised in World & Universe
and also in Men, Women
——-

Patta patta, boota boota haal hamara jaane hai … jaane na jaane koi na jaane, haal toh saare jaane hai

by Anoop Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Flowers & Trees
——-

Maqsad-e-ishq ka dekha hai nirala dastoor … ki hum fail huye, jab humne sabak yaad kiya

by Anoop Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Defeat & Failure, Romance
——-

Bachpan mein tu jab rota tha tab log samajhte the ki tu sur mein gaa raha hai … aur ab main jab gaata hoon toh log samajhte hai ki main ro raha hoon

by Anoop Kumar
categorised in World & Universe
and also in Music, Comedy
——-

Sache premi ka usool badla lena nahi … qurbani karna hota hai

by Anoop Kumar
categorised in World & Universe
and also in Revenge, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Jhumroo (genre: Romance, Drama) from 1961, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *