Famous Dialogues from Movie – Jeevan Daata (1991)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Jeevan Daata released in year 1991

Hamari duniya mein pehla mauka hi aakhri mauka hota hai … chahe jeene ka ho, chahe marne ka

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Farz ko nibhate huye jeena hi hamare jeevan ka karz hai

by Navin Nischol
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Us kamine ko main dhoondkar aaisi sazaa doonga … ki us sazaa ke naam se maut tak kaanp uthegi

by Aditya Pancholi
categorised in World & Universe
and also in Action, Death
——-

Paap aur jurm … na toh dharam maaf karta hai, na samaaj aur na hi kanoon

by Sonu Walia
categorised in World & Universe
and also in Crime, Religion & God, Law & Order
——-

Jis din nazar aaoge na … us din tumhari zindagi ko sametkar maut ki chaadar mein lapet doonga

by Kiran Kumar
categorised in World & Universe
and also in Action, Life, Death
——-

Kanoon mujrim ke saath kabhi haath nahi milata … uske haathon mein hathkadiyan pehnata hai

by Navin Nischol
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Thief & Criminal
——-

Dukh ek aaisi cheez hai … usse jitna mehsoos karoge, woh utna hi badega

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Sadness, Inspiration

In case there are some dialogues missed from the movie Jeevan Daata (genre: ) from 1991, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *