Famous Dialogues from Movie – Jazbaa (2015)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Jazbaa released in year 2015

Sharafat ki duniya ka kissa hi khatam … ab jaisi duniya vaise hum

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in World & Universe
——-

Rishton mein bharosa aur mobile pe network na ho toh log game khelne lagte hai

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Technology & Science, Sports & Games, Comedy
——-

Teri amma ne jiske baare mein nahi bataya main tera woh baap hoon

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Parents
——-

Mohabbat hai is liye jaane diya … zidd hoti toh baahon mein hoti

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance, Drama
——-

Yahan sabka ek hi takia-kalaam hai … hazaar ke note pe Bapu ko salaam hai

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Money
——-

Neend na mashooka ki tarah hoti hai … waqt na do toh bura maanke chali jaati hai

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Time, Comedy
——-

Har cheez ki keemat hoti hai … pata sirf yeh karna hota hai ki kise aur kaise khareedna hai

by Aishwarya Rai
categorised in World & Universe
and also in Money
——-

Aaj kal shareef sirf woh hota hai jiske mobile mein password nahi hota hai

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Technology & Science, Comedy
——-

Rokda rokde ko kheenchta hai … rokda jab rokde se milta hai toh aur rokda pehda karta hai

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Money
——-

Tu toh sarkari naukri ki tarah ho gaya hai … badi mushkil se milta hai … woh bhi kismat waalon ko

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Job & Career, Government, Comedy
——-

Ek mard pita banta hai bache ke pehda hone ke baad … magar ek aurat tabhi maa banti hai jab bacha uske garb mein aata hai

by Aishwarya Rai
categorised in World & Universe
and also in Parents, Women, Men
——-

Yeh zindagi badi ajeeb hai … joh kabhi nahi hua hota hai woh kabhi na kabhi zaroor ho jaata hai

by Abhimanyu Singh
categorised in World & Universe
and also in Life
——-

Zindagi sabko imaan bachakar jeene ki luxury nahi deti hai … naa hi sahi ya ghalat mein sahi choose karne ki azaadi … zindagi baar baar aapko aaise modh pe laake khada karti hai … jahan yeh tai karna mushkil ho jaata hai ki jaan bachaye ya imaan

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Life
——-

Kuch log umar ke saath badhte hai aur kuch log bighadte hai

by Jackie Shroff
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Jazbaa (genre: Action, Drama) from 2015, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *