Famous Dialogues from Movie – Janasheen (2003)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Janasheen released in year 2003

Amir se amir aadmi kabhi kabhi itna gareeb ho jaata hai … ki uske paas paise ke sivah kuch nahi hota

by Feroz Khan
categorised in World & Universe
and also in Money, Drama
——-

Mohabbat mein hum jeeye hai jeeyenge … woh honge koi aur marr jaane waale

by Fardeen Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Choti machliyan badi machliyon ko dhamki kabhi nahi deti

by Feroz Khan
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Action
——-

Jab zakhm, zakhm ke samne mooh kholta hai … toh bharne lagta hai

by Feroz Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Pardes mein rehne se apna khoon paraya nahi ho jaata

by Harsh Chhaya
categorised in World & Universe
and also in Patriotism
——-

Karate ho ke life … dard se hi mard banta hai

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Men, Action, Life
——-

Yeh system mujhe aaj tak samajh nahi aaya … road par tezz chalao toh police pakadti hai … race mein tezz chalao toh inaam milta hai

by Archana Puran Singh
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Police
——-

Woh Jackie Chan hai toh main Johnny Chan hoon … woh Hong Kong hai toh main Hindustan hoon … mujhe side nah de toh suicide hai … mere left se bache toh right hai … kai aaye kai marre, Johnny Chan se sabhi darre

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Action, Poem

In case there are some dialogues missed from the movie Janasheen (genre: Thriller) from 2003, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *