Famous Dialogues from Movie – Janam Kundli (1995)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Janam Kundli released in year 1995

Mard ki fitrat bahut ajeeb hoti hai … behta hai toh dariya ki tarah behta hai … lekin jab rang badalta hai toh kinaro ke saath baaki ki zameen bhi bahakar le jaata hai

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Men
——-

Main tumhe aaise apahij karoonga … ki tum doosron ka sahara lekar bhi apahij hi rahoge

by Vinod Khanna
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Milne se kahan milta hai ek baar aadmi … har aadmi mein hote hai do char aadmi

categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Izzat ek nazuk sa kaanch hai … chatak gaya toh awaaz bahut door tak jayegi

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Girgit kitne bhi rang badle … hamesha girgit hi rehta hai

by Vinod Khanna
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds

In case there are some dialogues missed from the movie Janam Kundli (genre: ) from 1995, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *