Famous Dialogues from Movie – Jail (2009)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Jail released in year 2009

Politics ka bukhaar bura hota hai, kursi ka khumaar bura hota hai … is desh ke netaon se bachke rehna doston, in logon ka toh pyar bhi bura hota hai

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Politics
——-

Aaj se har saans aapki ghulam hogi, har pal aapko salaam hoga … niklega jab dum mera, toh zuban pe bas aap hi ka naam hoga

categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Dekhunga yeh khula aasman doobara kabhi socha na tha … maan jayega mera rootha khuda kabhi socha na tha … gham mein bahut roya ab talak ghalib … khushi se ro padunga ek din kabhi socha na tha

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Happiness, Sadness
——-

Nahalo, dholo, nikalo kitna bhi mail badan ka … phir bhi na nikle mail badan ka, kyun ki yeh pani hai jail ka

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Sapno ko bikharte dekha hai yahan … umeedo ko simatte dekha hai yahan … suna hai yahan bighade huon ko sudharte hai … magar sudhre hue ko bighadte dekha hai yahan

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Dreams
——-

Dushman ko bhi jail ki zindagi mile na kabhi … ja tujhe zindagi mubarak, hum bhi niklenge kabhi na kabhi

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Enemy, Life

In case there are some dialogues missed from the movie Jail (genre: Culture) from 2009, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *