Famous Dialogues from Movie – Jai Gangaajal (2016)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Jai Gangaajal released in year 2016

Masti se jeena hai toh kabhi apna image banne hi mat do … bada mushkil hota hai dhona

categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Keechad ko dhone ke liye saaf pani ki zaroorat hoti hai … gande pani ki nahi

by Priyanka Chopra
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aapke apradhon ki itni sangeen filein hai mere paas … kam se kam saat baar phansi par latkaongi aur ek sau terah saal ki jail

by Priyanka Chopra
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Crime
——-

Aaj samaaj mein uski izzat hoti hai joh kanoon todhta hai … lekin main uski izzat karti hoon joh kanoon todhne waale ko todhta hai

by Priyanka Chopra
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Action
——-

Jab khaki ka rang sahi ho na … toh chahe usse mard pehne ya aurat … tum jaise namardon ko chutki mein uski aukaat dikha deti hai

by Priyanka Chopra
categorised in World & Universe
and also in Police, Men, Women
——-

Jis vardi ko aap rakhail samajhte hai … wohi vardi aapko arrest karegi … aur kheenchkar le jayegi us hi janta ke samne jiske power ka aapne balatkar kiya hai

by Priyanka Chopra
categorised in World & Universe
and also in Police
——-

Humre permission ke bagair ek aadmi ne bhi ek paise ka bhi len-den ka karobar kiya toh … kaat ke rakh denge saala

by Ninad Kamat
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Jab ek aam majboor aadmi police ka bare mein soche … toh usse bharose aur mazbooti ka ehsaas hona chahiye

by Priyanka Chopra
categorised in World & Universe
and also in Police

In case there are some dialogues missed from the movie Jai Gangaajal (genre: Action, Drama) from 2016, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *