Famous Dialogues from Movie – Jaani Dushman: (2002)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Jaani Dushman: released in year 2002

Main un sabko aaisi bhayanak maut doonga … ki agla janam lene se pehle un sabki rooh kaanp uthegi

by Arman Kohli
categorised in World & Universe
and also in Death, Action
——-

Jis tarah dhanush se nikla hua baan vapas nahi aa sakta … jis tarah chitta jalne ke baad manushya jeevit nahi ho sakta … ussi tarah se mera diya hua shraap bhi vapas nahi laut sakta

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Ab agar teri maut bhi chahe … toh bhi teri maut tal nahi sakti

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Death
——-

Insaan aur aatma ki jung mein … jeet parmatma ki honi chahiye

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in War & Battle, Religion & God, Victory & Success
——-

Pyar ka davaa karna bahut aasaan hota hai … lekin usko nibhana utna hi mushkil

categorised in World & Universe
and also in Romance, Drama
——-

Aatma se badi taqat parmatma ki hoti hai

by Raj Babbar
categorised in World & Universe
and also in Religion & God
——-

Phatte chatte chak deyange … maar ke mukki dab deyange!

by Jaspal Bhatti
categorised in World & Universe
and also in Victory & Success

In case there are some dialogues missed from the movie Jaani Dushman: (genre: Fantasy) from 2002, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *