Famous Dialogues from Movie – Jaan (1996)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Jaan released in year 1996

Shukriyada karne se ehsaan khatam ho jata hai … aur agar ehsaan khatam ho jaaye toh dosti kaise shuru hogi

by Twinkle Khanna
categorised in World & Universe
and also in Friendship
——-

Maut ke saath sirf zindagi khatam hoti hai … mohabbat nahi

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Death, Life, Romance
——-

Koi bhi insaan paidaishi mujrim nahi hota … ya toh banaya jaata hai, ya phir ban jaata hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, Drama
——-

Main tumhari maut bankar aaya tha … lekin tum meri zindagi ban gayi

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Life, Death
——-

Jab bade, bade na rahe … toh bachchon ko bada banna padta hai

by Twinkle Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Dil sirf dhadakne ki bhasha jaanta hai … usse yeh nahi pata hota woh kyun dhadak raha hai … kiske liye dhadak raha hai

by Vivek Mushran
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Joh apne aap se ladta hai … woh hamesha haar jaata hai

by Twinkle Khanna
categorised in World & Universe
and also in Defeat & Failure
——-

Seene mein jis raftaar se goli utarti hai … usse zyada raftaar se pyar

by Twinkle Khanna
categorised in World & Universe
and also in Romance, Drama
——-

Goli ka koi imaan nahi hota … woh yeh nahi dekhti ki jis seene mein woh ghus rahi hai … woh seena kiska hai

by Suresh Oberoi
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Zakhm ko zakhm nahi samajhna bahaduri nahi … bewakoofi hoti hai

by Twinkle Khanna
categorised in World & Universe
and also in Courage
——-

Jab aurat baazi khelti hai toh uske haath mein jitne patte hote hai na … utne hi uski aasteen mein

by Bindu
categorised in World & Universe
and also in Women, Gambling, Drama
——-

Yeh dastarkhwan ek aaisi jagah hai … jahan do insaan saath baithkar rotiyan todhte hai aur dil jodhte hai

by Saeed Jaffrey
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Romance
——-

Maut toh muft mein badnaam hai … jaan toh zindagi leti hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Life, Death
——-

Zindagi bhar zillat ke tukdon par palte palte hamari haalat us apahij ki tarah ho gayi hai … jiske paas chalne ke liye baisakhi toh hai … par usse pakadne ke liye haath nahi

by Vishwajeet Pradhan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Hindustan ke fauladi bazoo zung nahi khate

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Patriotism
——-

Agar jurm ko khatam karna hai toh mujrim ko berahami se foran khatam kar dena chahiye … I believe in bullet for bullet

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Crime, Thief & Criminal, Action

In case there are some dialogues missed from the movie Jaan (genre: Action, Romance) from 1996, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *