Famous Dialogues from Movie – Jaal (1986)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Jaal released in year 1986

Pyar mein mohabbat mein dil joh toot jaate hain … log aisi halat mein tere paas aate hain

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in Sadness, Shayari, Romance
——-

Jab aulaad dushman ban jaye … toh maa baap ko atmahatya kar leni chahiye

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Parents, Drama
——-

Jiski zaroorat ussoolon se badi hoti hai … woh na nahin bol sakta

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Zameen hamesha uski hoti hai … joh uska seena cheerkar us mein apne paseene ke beej bohta hai

by Vinod Mehra
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Har subah yeh ek nayi maut marega

by Tanuja
categorised in World & Universe
and also in Death, Drama
——-

Abhe oye saale kaale angrez ki pehdayish

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Comedy
——-

Apna na toh koi father hai na godfather … hai toh sirf ek maa, meri pyari maa, meri achchi maa

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Parents
——-

Doodh pani ka yeh milan, Ganga Jamuna sangam … agar Allahabad ke baad milega toh yahin milega

by Jagdeep
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, City & Places
——-

Woh aadmi jis raaste se chalta hai … usse saanp bhi chhodkar hat jaata hai

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Drama, Animals & Birds
——-

Kabhi kabhi sainkro saal ek pal ke aage haar jaate hain

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Time, Defeat & Failure, Drama
——-

Tanki mein nahin tel … toh bade se bada engineer fail

by Jagdeep
categorised in World & Universe
and also in Transportation, Defeat & Failure, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Jaal (genre: Mystery, Thriller) from 1986, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *