Famous Dialogues from Movie – Itihaas (1997)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Itihaas released in year 1997

Jiske paas mohabbat hai … usse na jaan ka darr hai, na jahaan ka

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Romance, Life, World & Universe
——-

Jism ki numaish paschim ki ada hai … sharm Hindustan ka gehna

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Insaan kitni bhi jaldi kare, pahunchta tabhi hai jab usse pahunchna hota hai … aur pahunchta wahi hai jahan usse pahunchna hota hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Shor lehron ki aadat hoti hai aur khamoshi chattanon ki taqat … lehren awaaz toh bahut karti hai … magar chattanon se takrakar toot jaati hai

by Raj Babbar
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama
——-

Zameen ussi ki hoti hai jinke hal chalte hai … unki nahi joh unpar hal chalate hai

by Raj Babbar
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Itihaas (genre: ) from 1997, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *