Famous Dialogues from Movie – Ishq Ishq Ishq (1974)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Ishq Ishq Ishq released in year 1974

Intezari ka waqt aur dil se bahut taluk hota hai … jab humne intezar kiya toh unka dil nahi tha … aur jab unhone intezar kiya toh hamara dil nahi tha

by Dev Anand
categorised in World & Universe
and also in Time, Romance
——-

Ghar ek qila ki tarah hota hai … aur us mein basne waale log maa, baap, bhai, behen, bachche uski deewar … kisi bhi deewar mein zara si bhi daraar padh jaye … toh deewar hi nahi gir jaati balki ghar hi toot girta hai

by Dev Anand
categorised in World & Universe
and also in House, Family
——-

Agar ichcha mein bal ho toh woh azaad hoti hai … aur shakti bhi azaadi se aati hai, bandish se nahi

by Zeenat Aman
categorised in World & Universe
and also in Inspiration

In case there are some dialogues missed from the movie Ishq Ishq Ishq (genre: Romance) from 1974, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *