Famous Dialogues from Movie – Ishq Click (2016)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Ishq Click released in year 2016

Farishtey hi honge jinka hua ishq muqammal … insaano ko toh humne sirf barbaad hote dekha hai

by Adhyayan Suman
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Pyar ke rishtey se zyada galat dard ka rishta hota hai

by Sara Loren
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Kitna pyar hai tumse yeh jaan lo … tum hi zindagi ho meri is baat ko maan lo … tumhe dene ko mere paas kuch bhi nahi … bas ek jaan hai, jab jee chahe maang lo

by Sara Loren
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Ladaai mein koi jeet’ta nahi hai … jeet bhale hi kisi ek ki ho … lekin haarte dono hai

categorised in World & Universe
and also in War & Battle, Victory & Success, Defeat & Failure
——-

Khud ki beauty se anjaan beauty … sabse khoobsurat hoti hai

by Adhyayan Suman
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Woh nahi mere paas magar usse mohabbat hai toh hai … yeh agar rasm-o-riwazon se bagavat hai toh hai

by Sara Loren
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Jaisa situation tune pehda kiya hai na … uske liye do hich jagah hai … hospital ya police station

categorised in World & Universe
and also in Police
——-

Meri dastaan-e-hasrat woh suna sunake roye … mujhe aazmane wale mujhe aazmake roye … main bewatan musafir, mera naam bebasi hai … mera kaun is jahaan mein joh gale lagakar roye

by Adhyayan Suman
categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Khwaab dil dekhta hai … pura dimaag karta hai

by Adhyayan Suman
categorised in World & Universe
and also in Dreams
——-

Aapki aankhon mein sapne hai aur meri sapno pe aankhen

by Adhyayan Suman
categorised in World & Universe
and also in Dreams
——-

Sambhal jane se zyada haseen ladkhadana hota hai … basharte koi sambhalne wala ho

by Adhyayan Suman
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Success ki seediyan hoti hai … lift nahi

categorised in World & Universe
and also in Victory & Success
——-

Jahan chai, wahan rai

by Adhyayan Suman
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks
——-

Kab kaha maine ke woh mera ho jaye aur main uski … gair na ho jaye, itni si hasrat hai toh hai

by Sara Loren
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Subah hui aage jeevan hai, peeche maut ki parchai hai … tezz dopheri yovan tapta maut kadamo par aayi hai … saanj, safar aur umar ke dhalaan par anth ko samne paaya hai … raat ki kaali syahi bikhri aakhri neend ne bulaya hai

categorised in World & Universe
and also in Death, Poem

In case there are some dialogues missed from the movie Ishq Click (genre: Romance, Drama) from 2016, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *