Famous Dialogues from Movie – Ishq (1997)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Ishq released in year 1997

Life mein teen cheezon ke peeche khabi nahi bhagna chahiye … bus, train aur chokri … ek gayi doosri aati hai

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Life, Transportation, Women
——-

Yeh kaunsa tha jaam joh tune pila diya … is sirphere ka sara system hila diya

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, Comedy
——-

Toofan mein bahaa hai na yeh sholon mein jala hai … ghayal hua teeron se na khanjar se kata hai … kehte hai jisse ishq qayamat hai, bala hai … takraya joh bhi isse woh duniya se mitta hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Poem, Romance
——-

Yeh phool nahi mere dil ka lahu hai … aur Daddy yeh dushman nahi, tumhari hone waali bahu hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy, Family
——-

Ab toh is zindagi mein wohi aayegi … yah phir is aashiq ki jaan jayegi

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Romance, Life
——-

Aap hai gul-e-gulzar, mausam-e-bahar … chehre par hai gussa, dil mein hai pyar … aa gale lag ja mere yaar

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Flowers & Trees, Romance
——-

Abhe oh ujhdi hui riyasat ke lutte huye sultan

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Royal, Comedy
——-

Tumne samundar ko lalkaara hai … ab aaisa toofan aayega, aaisa sailaab uthega … ki tumhara ishq, jispar tumhe bahut naaz hai … tinke ki tarah beh jayega, tabah ho jayega, fanaa ho jayega

by Sadashiv Amrapurkar
categorised in World & Universe
and also in Drama, Weather
——-

Yeh aap par itne phool barsaingi, itne phool barsaingi … ki aap bloody fool ho jayenge

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Flowers & Trees, Comedy
——-

Jab baazi dukki aur tikki se jeeti ja sakti hai … toh uske liye ekka nikalne ki kya zaroorat hai

by Sadashiv Amrapurkar
categorised in World & Universe
and also in Gambling, Sports & Games, Drama
——-

Aaisi maut maaro inko … ki ishq karne waalo ki rooh tak kaanp jaaye

by Sadashiv Amrapurkar
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Mera beta sharafat ki missile hai missile

by Sadashiv Amrapurkar
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Comedy
——-

Royega toh tu, jab khelenge hum hu tu tu … aur thukenge tere mooh par thu thu thu

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Sports & Games, Comedy
——-

Upar waale tera khel nirala … kutte ki dumm ko seedha kar daala

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Animals & Birds, Comedy
——-

Agar tum mein mazaak sehne ki himmat nahi hai … toh mazaak kiya bhi mat karo

by Kajol
categorised in World & Universe
and also in Courage, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Ishq (genre: Romance, Comedy) from 1997, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *