Famous Dialogues from Movie – International Khiladi (1999)

Collection of some famous & popular dialogues from movie International Khiladi released in year 1999

Tees din hai tumhare paas … ek-a-tees ve din mein agar tum is shehar ki hadh mein bhi nazar aaye … toh duniya ki hadh se bahar nikaal kar phenk doonga

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Time, Action, World & Universe
——-

Bachpan se aaj tak maine kabhi Holi nahi kheli … magar ab kheloonga khoon ki Holi

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Action, Festival
——-

Yeh kaun hai yaar … chalu episode mein commercial break ki tarah beech mein aa jata hai

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Jis rishte ki buniyaad jhoot hai, fareb hai … usse ret par bane mahal ki tarah dasna hi hoga

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Drama
——-

Main bure kaam zaroor karta hoon … lekin waise nahin ki insaaniyat ko mujhpe sharm aa jaye

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Maut ka khauf zinda logon ko ho sakta hai … laashon ko nahi

by Twinkle Khanna
categorised in World & Universe
and also in Death, Drama
——-

By God, dil garden garden ho gaya!

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Happiness, Comedy
——-

Mohabbat aisa cancer hai joh … achche khase aadmi ko tadpa tadpa kar maar dalta hai

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Romance, Drama
——-

Sirf pyar hamesha rehta hai … dard nahi

by Rajat Bedi
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Cancer ke mareez ka ilaaj ho sakta hai magar … mohabbat ke maare ka nahi

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Mahabharat ho yah Ramayan … har jung ki buniyaad mein aurat hai

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Women, War & Battle
——-

Yeh ball ko hole mein dalta hai … main life ko hole mein dalta hoon

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Life, Sports & Games
——-

Insaani khaal mein khada yeh shaksh … insaani ghost ko noch noch kar khane waala woh khatarnak cheetah hai … jisne duniya har jurm chatkare le lekar kiya hai … hatya, loot, balatkaar

by Rajat Bedi
categorised in World & Universe
and also in Crime, Animals & Birds
——-

Agar aapne adam khor sher nahin dekha … khoon peene wala bhediya nahin dekha … toh isse dekhiye, isse

by Rajat Bedi
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds

In case there are some dialogues missed from the movie International Khiladi (genre: Action, Crime, Drama, Romance) from 1999, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *