Famous Dialogues from Movie – Insaniyat Ke Devta (1993)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Insaniyat Ke Devta released in year 1993

Har ek aashiq ke dil mein darr hai apna … ki har mashooq ab dilbar hai apna … hatheli par liye phirte hai sar hum … haseeno ke dilon mein ghar hai apna

by Rajinikanth
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, House
——-

Is dharti par paapi pehda toh hote hai … lekin un paapiyon ka anth karne waalon ko yeh dharti maa pehle hi janam de chuki hoti hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, World & Universe
——-

Jab khoon tapakta hai toh jamm jaata hai … apna nishaan chhod jaata hai … aur phir cheek cheekar pukarta hai ki mera inteqam lo, mera inteqam lo

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Revenge
——-

Delhi jeetne se zyada mushkil hota hai kisi ka dil jeetna

categorised in World & Universe
and also in City & Places, Government, Romance
——-

Agar dil mein hai mohabbat toh izhaar kyun nahi karte … mere pyar se nahi jab inkaar toh ikraar kyun nahi karte

by Manisha Koirala
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Har aakhri shabd ke baad ek full stop hota hai … aur woh full stop hum hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Insaniyat Ke Devta (genre: Action, Crime, Drama, Romance) from 1993, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *