Famous Dialogues from Movie – Insaniyat (1994)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Insaniyat released in year 1994

Jab tumhari bhatakti hui rooh tumhare mulk pahunche … toh ek ek shaitan se kehna ki dobara hamare desh ki taraf aankhen uthane ki jurrat na kare

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Patriotism
——-

Uthho jawaan-e-watan, bandhe huye sar se kafan … uthho dakkhan ki aur se, Gang-o-Jaman ki aur se … Punjab ke dil se uthho, Satluj ke sahil se uthho … awaaz do hum ek hai, hum ek hai, hum ek hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Poem, Patriotism, City & Places
——-

Ek baar jab rishtey kho jaate hai … toh woh dhoondne se bhi nahi milte

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Yeh thappad tune mujhe nahi apni naukri ke mooh par maara hai … apne khandan ke ek ek aadmi ki khushiyon par maara hai … apni zindagi par maara hai

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Drama, Job & Career, Happiness
——-

Jahan kanoon ke haath pahunchne mein der ho jaye … wahan kanoon ki laat pahunch jaya karti hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Action
——-

Girte hain sher savaar hi maidan-e-jung mein … woh tiflya kya girega joh ghutno ke bal chale

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Shayari, War & Battle, Animals & Birds

In case there are some dialogues missed from the movie Insaniyat (genre: Action, Crime, Drama) from 1994, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *