Famous Dialogues from Movie – Ilzaam (1986)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Ilzaam released in year 1986

Sagai ke din ladka na aaye toh ek baap ke dil par kya guzarti hai … yeh sirf ek ladki ka baap hi janta hai

by Prem Chopra
categorised in World & Universe
and also in Parents, Marriage & Wedding, Drama
——-

Ladki kitni bhi modern ho … saree pehne toh sharma hi jaati hai

categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Women
——-

Aankh se kajal wohi nikaal sakta hai … joh aankhon mein basa ho

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Kamal ka ghar keechad mein hota hai … lekin keechad mein ghar banana kamal ki khwahish nahi … majboori hai

by Anita Raj
categorised in World & Universe
and also in Flowers & Trees, House
——-

Kamal keechad mein rehta hai … lekin chadaya bhagwan ke charano mein hi jaata hai

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Flowers & Trees, Religion & God
——-

Aaj ke zamaane mein andhere ke saath saath shaitan sadak par utar aata hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Ilzaam (genre: Romance, Drama) from 1986, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *