Famous Dialogues from Movie – Hulchul (1995)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Hulchul released in year 1995

Main jis peshe mein hoon na … wahan mere sirf dushman hai, dost koi bhi nahi

by Vinod Khanna
categorised in World & Universe
and also in Business, Enemy, Friendship
——-

Main sirf ek zubaan samajhta hoon … Hindustani

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Patriotism
——-

Agar koi mujhse pooche ki is duniya mein mera sabse bada dushman kaun hai … toh main kahoonga tu … sabse zyada nafrat main kisse karta hoon … toh main kahoonga tujhse

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Enemy, World & Universe, Drama
——-

Hamare haath wahan tak pahunchte hai … jahan aaj tak science bhi nahi pahunch pai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Technology & Science, Comedy
——-

Is shehar mein sikka sarkar ka zaroor chalta hai … magar raj apna hai

by Ranjeet
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Government, City & Places
——-

Main crorepati, tu arabpati … baki sab chai ki pati

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy
——-

Lohe se jab sheesha takrata hai toh … uske itne tukde ho jaate hain ki ghinna mushkil ho jata hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Der se mila hua insaaf khud ek na-insaafi hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Badla jitna itminan se liya jaaye … utna hi uska mazaa badh jaata hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Revenge, Drama
——-

Baarish ki chand boondein padhi toh, machi is tarah dhoom … sabi jawan dil, sabi haseen dil gaye nashe mein jhoom

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Weather, Comedy
——-

Aaj tak aaisa koi amir pehda nahi hua … joh kanoon ka maalik ban sake

by Vinod Khanna
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Hulchul (genre: Drama) from 1995, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *