Famous Dialogues from Movie – Hogi Pyaar Ki Jeet (1999)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Hogi Pyaar Ki Jeet released in year 1999

Aurat apne pati mein ek achcha insaan dhoondti hai … joh usse pyar de sake, usse samajh sake, marte dum tak uska saath nibha sake

categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife
——-

Meri zindagi maut ke naam ho sakti hai … lekin mere purkhon ki zameen tumhare naam nahi ho sakti

by Anil Dhawan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Life, Death
——-

Main usko aaisa dasna chahti hoon ki woh pal pal marne ke liye tadapta rahe … aur tadap tadapkar jeeta rahe

categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Sache pyar ke beech kabhi mat aana … kyun ki uski jeet hokar hi rehti hai

by Ketki Dave
categorised in World & Universe
and also in Drama, Victory & Success
——-

Aaj usse uski bhool yaad dilane ka samay aa gaya hai … uski bhool ki keemat chukane ka samay aa gaya hai

by Ketki Dave
categorised in World & Universe
and also in Time, Drama
——-

Ek din aayega main tere ghamand ke tukde tukde kar doonga … aur teri zid ke bhi tukde tukde ho jayenge

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Mere shareer ke hazar tukde bhi ho jaye na … tab bhi tujhe us zameen ka tukda nahi milega

by Anil Dhawan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aapki aankhon se bahe ek ek aasoon ki, hamare pariwar ke bahe ek ek khoon ke boond ki keemat … Thakur Gajendra ko apne khoon se chukani hogi

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Family

In case there are some dialogues missed from the movie Hogi Pyaar Ki Jeet (genre: ) from 1999, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *