Famous Dialogues from Movie – Hindustan Ki Kasam (1973)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Hindustan Ki Kasam released in year 1973

Hai tere saath meri wafa, main nahi toh kya … zinda rahega pyar mera, main nahi toh kya

by Priya Rajvansh
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Hindustan ke bahar bhi zameen ke jis tukde par meri raakh bhikregi … woh zameen hamesha ke liye Hindustan ho jayegi

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Patriotism
——-

Is jawaan ki kasam … jawab dene aaunga, Hindustan ki kasam

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Revenge, Patriotism
——-

Sarhad ke us taraf ki zameen aur is taraf ki zameen ek hi hai … aur yeh zameen pani maangti hai, khoon nahi maangti

categorised in World & Universe
and also in Patriotism
——-

Himmat haarke behte rahe, apna yeh dastoor nahi … hum manzil se door sahi, manzil humse door nahi

by Priya Rajvansh
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Inspiration, Courage

In case there are some dialogues missed from the movie Hindustan Ki Kasam (genre: Action) from 1973, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *