Famous Dialogues from Movie – Himalaya Ki God Mein (1965)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Himalaya Ki God Mein released in year 1965

Ek achche hospital ke liye sirf pakki imaarat aur chamakte hue furniture ki zaroorat nahi … zaroorat hai to kaam karne waale haathon ki aur mehsoos karne waale dil ki

by Manoj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Raat mein soote hue joh sapne aate hai, woh sache nahi hote … lekin din mein jaagte hue joh sapne dekhe jaate hai, woh hamesha sache hote hai … kyun ki unka doosra naam hai irrada

by Manoj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Dreams, Truth & Honesty, Inspiration
——-

Doosre ke ghar ka cheena hua diya … apne ghar mein kab tak ujala de sakta hai

by David Abraham
categorised in World & Universe
and also in House, Drama
——-

Duniya abhi tak woh bandook nahi bana saki joh sachai ka khoon kar sake, nekki ko khatam kar sake

by Manoj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Inspiration
——-

Jab jab insaan ke haath nek kaam karte hai … unhe jalna padta hai, chaale padte hai … phir aaise hi haathon par pyar ka marham lagta hai

by Manoj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Himalaya Ki God Mein (genre: ) from 1965, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *