Famous Dialogues from Movie – Hero Hiralal (1988)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Hero Hiralal released in year 1988

Sapno ki duniya mein jazbaat ke liye koi jagah nahi

by Deepa Sahi
categorised in World & Universe
and also in Dreams, Drama
——-

Main bola picture chalengi toh chalengi … silver jubilee, house full … main pass nahi kiya toh picture ka dabba gul

by Naseeruddin Shah
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Jahan maut bikti hai … wahan kuch bhi khareeda ja sakta hai

by Deepa Sahi
categorised in World & Universe
and also in Death, Drama
——-

Khawaishon ke khandar par sapno ke mahal nahi bante

by Deepa Sahi
categorised in World & Universe
and also in House, Dreams, Drama
——-

Apna joru na jaata … Allah miya se naata

by Naseeruddin Shah
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Comedy
——-

Aaj kal maar se nahi, maal se kaam chalta hai

by Saeed Jaffrey
categorised in World & Universe
and also in Money, Comedy
——-

Zindagi bharpor jee lene ke baad … marne ka mazaa hi kuch aur hai

by Deepa Sahi
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Yeh hai mere dost, khate nahi ghost … naam ka Bhagwan hai, dil ka insaan hai … is hi ki meharbaani se gadha pehalwan hai

by Naseeruddin Shah
categorised in World & Universe
and also in Poem, Friendship, Comedy
——-

Phatta poster … nikla hero!

by Naseeruddin Shah
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Likhta hoon khat khoon se, shahi na samajhna … yeh rang hai chahat ka, tabahi na samajhna

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Nakhoon joh uthaya toh khoon kar dega … kadam joh badaya toh dum todh dega

by Naseeruddin Shah
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Action
——-

Kuch sapne saanp se bhi zyada zahreelay hote hai … zindagi ka rang uda dete hai

by Mohan Gokhale
categorised in World & Universe
and also in Dreams, Animals & Birds, Life

In case there are some dialogues missed from the movie Hero Hiralal (genre: Comedy) from 1988, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *