Famous Dialogues from Movie – Hawaizaada (2015)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Hawaizaada released in year 2015

Jab main hawai jahaj udaonga na toh uske duk-duk-duk ki awaaz mein shor nahi … fakht ek awaaz sunai degi … Vande Mataram!

by Ayushmann Khurrana
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Transportation
——-

Pyar mein pada aadmi aksar apni aukaat se zyada bada kaam kar jaata hai

categorised in World & Universe
and also in Drama, Romance
——-

Us upar waale ne hamare liye sab taykar chhoda hai … hamare hisse ke badal sirf humpar hi barsenge … hamare hisse ka suraj sirf humpar hi chamkega … hamare hisse ka sikka sirf hamare haq mein hi bemandi karega … yeh sab tay hai … par maaze ki baat toh yeh hai ki hum mein hi nahi pata hamara badal, hamara suraj, hamara sikka aakhir hai kahan … issi liye kehta hoon … hawa ka rukh modhte chal, mutthi mein kirane batoorte chal, sikke uchaalte chal … bina thakke, bina rukke … kyun ki sabki udaan tay hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Haathon ki lakeeron ko itni ahmiyat nahi diya karte … naseeb toh unke bhi hote hai jinke haath nahi hote hai

by Ayushmann Khurrana
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny
——-

Jab hum log sach-much hawai jahaz mein behetke udhenge … toh inki toh patloon agwaade se geeli aur pichwaade se peeli ho jayegi

categorised in World & Universe
and also in Transportation, Clothes & Shoes, Comedy
——-

Jab ghee seedhi ungli se na nikle toh ghee chamach se nikaal lo … kyun ki har jagah ungli nahi ki jaati

categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Hawaizaada (genre: Drama) from 2015, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *