Famous Dialogues from Movie – Halla Bol (2008)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Halla Bol released in year 2008

Hansi mazak mein jhoot bolna aur baat hai … lekin main zindagi mein jhoot bolkar kuch bhi haasil nahi karna chahta

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Life, Drama
——-

Ab Rasul aayenge duniya mein na Ram aayenge … sirf insaan hi insaan ke kaam aayenge

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Religion & God
——-

Woh dekho desh ka neta … arre mooh se bhi khaata, arre kaan se khaata … iska yahan bhi khaata, iska wahan bhi khaata

categorised in World & Universe
and also in Politics, Comedy
——-

Apne badan pe chot lage toh saala janwar bhi rota hai … insaan woh hai joh doosre ki chot ko mehsoos kar sake

by Pankaj Kapur
categorised in World & Universe
and also in Drama, Animals & Birds
——-

Commission mein kam se kam 100 crore kamayenge … aur netagiri ki parampara nibhayenge

categorised in World & Universe
and also in Politics, Shayari, Money
——-

Shaant shaant … is desh mein toh Gautam aur Gandhi ka naam hai … yahan khroad aur hinsa ka kya kaam hai

by Pankaj Kapur
categorised in World & Universe
and also in Drama, Shayari

In case there are some dialogues missed from the movie Halla Bol (genre: Culture) from 2008, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *