Famous Dialogues from Movie – Guru Suleman Chela Pahelwan (1981)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Guru Suleman Chela Pahelwan released in year 1981

Main bewda us waqt peeta hoon jab mereko gaanja nahi milta … aur gaanja us waqt peeta hoon jab mereko afeem ki goli nahi milti … aur goli main us waqt khata hoon jab mereko Campa Cola jaisi bottle waali koi potti na mile

by Mehmood
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy
——-

Jab koi ladki tofha qabool karle toh samjho uske dil mein pyar ki ganti ke bajaye … ganta bajhne lagta hai

by Dara Singh
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Women
——-

Logon ki kismat mein toh lutna hi likha hai … amir gareebon ko lootte hai, vyapari grahakon ko lootte hai aur neta janta ko lootti hai … sabhi toh sabko lootte hai … kalyug mein yahi hota raha hai aur yahi hota rahega

by I. S. Johar
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Business, Politics
——-

Aurat ki zindagi doodh ki tarah hoti hai … jisko ek zara se namak ki dali bhi bekaar kar deti hai

categorised in World & Universe
and also in Women, Life, Food & Drinks
——-

Haath kangan ko aarsi kya … joh Urdu padhe uske liye Farsi kya

by Mehmood
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Guru Suleman Chela Pahelwan (genre: Comedy) from 1981, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *