Famous Dialogues from Movie – Gunday (2014)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Gunday released in year 2014

Hum toh falak ke taare the … zameen pe aaye toh pehchaan payi, mazhab paya, rang paya, zubaan payi … hum nikle the jannat dhoondne … par har modh pe, har makaam pe, nafrat jung aur sarhad payi … par apne tevar ka sikka ek din chalega zaroor … khoon ubaal marega zamana badlega zaroor … khud ko buland karenge … rab ke bandhe hai hum … gunday the, gunday hai, gunday rahenge hum

by Ranveer Singh
categorised in World & Universe
and also in Poem, Inspiration, Rowdyism
——-

Agar jigar ki jagah jigar hai aur jigar mein dum hai … toh rok le aake

by Ranveer Singh
categorised in World & Universe
and also in Courage, Action
——-

Hum gunday hai … na aaj tak kisi ke haath aaye hai … aur na aayenge

by Ranveer Singh
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Drama
——-

Pistol ki goli aur laundiya ki boli jab chalti hai … toh jaan dono mein hi khatre mein hoti hai

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Life
——-

Yeh tevar hamare khoon mein hai … tere bhaukane se kuch nahi hoga

by Arjun Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Yeh tasveer shuru zaroor usne ki hai … lekin ismein aakhri rang main bharoonga

by Arjun Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Lakeerein bahut ajeeb hoti hai … khaal pe khich jaye toh khoon nikaal deti hai … aur zameen pe khich jaye toh sarhadein bana deti hai

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hum gunday hai … ek baar jiske saath jee liye … marte bhi ussi ke saath hai

by Ranveer Singh
categorised in World & Universe
and also in Drama, Rowdyism
——-

Kismat ki ek khaas baat hoti hai … ki woh palatti hai

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny
——-

Chhot khaya hua dost dushman se zyada khatarnak hota hai

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Enemy
——-

Chori ke dhande mein joh maal le jaye na … maal bhi uska, dhanda bhi uska

by Arjun Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Business, Crime, Rowdyism
——-

Mera maatha garam hai, doodh ki tarah ubal jaata hoon … aaj ubloonga nahi … phatoonga

by Arjun Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Action, Food & Drinks
——-

Ahankar ki aag tezaab se zyada khatarnak hoti hai … ek baar jala de toh nishaan seedha aatma pe jake lagta hai

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Chaal hum chalenge … sheh bhi hum denge … aur maat bhi hum denge

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Sports & Games
——-

Joh cheez kismat mein nahi hoti … woh dhoondne se bhi nahi milti

by Priyanka Chopra
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny
——-

Aksar har desh badi samasyayen suljhane ke chakkar mein yeh bhool jaata hai … ki uski kitni badi keemat uske apne logon ko chukani padti hai

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Woh chahegi jiska banna … arre wohi banega Rajesh Khanna

by Arjun Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Sabse bada kalakar toh woh hai … usne itni badi duniya banai … phir is duniya mein hazaron log banaye, hazaron logon ke haathon mein karodon lakeerein kheench di … sukh ki, dukh ki, izzat ki, pyar ki, sab likh daala saala … lekin woh mujhse itna pyar karta hai ki usne mere haath mein sirf ek lakeer kheenchi, sirf ek … kaali kismat ki kaali lakeer

by Arjun Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Religion & God, World & Universe
——-

Hum kanoon hai … saala apni aukaat pe aa jaye toh kahin bhi ghus sakta hai aur kisi ko bhi todh sakta hai

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Law & Order
——-

Bomb phatke aur phaadke chala gaya

by Ranveer Singh
categorised in World & Universe
and also in Adult, Comedy
——-

Main tujhe cheer ke rakh doonga … aur is baat pe mere dost angootha lagva le

by Ranveer Singh
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Ho aap vardi waale … par aapke tevar hai gundo waale

by Ranveer Singh
categorised in World & Universe
and also in Police, Rowdyism
——-

Hum poore Calcutta ke … poora Calcutta hamara

by Ranveer Singh
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Rowdyism

In case there are some dialogues missed from the movie Gunday (genre: Action) from 2014, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *