Famous Dialogues from Movie – Gundagardi (1997)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Gundagardi released in year 1997

Mana ki bandook aur talwar mein bahut dum hai … lekin kalam aur kalam ki awaaz hazaron bandookon aur lakhon talwaron par bhari hai

by Ayub Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Saanp ke toh sirf daant mein zehar hota hai … meri har saans mein zehar hai

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds
——-

Police, gundagardi aur politics ek mala mein pehrohe hue motiyon ke samaan hai … aur in teeno mein se kisi ek ko kasht ho jaye toh ek doosre ke hamdard ban jaate hai

by Raj Babbar
categorised in World & Universe
and also in Police, Rowdyism, Politics
——-

Yeh vardi mehaz sood ka dagha nahi … Hindustan ki izzat hai

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Police, Clothes & Shoes
——-

Main shehar ki dahshat ko mitane ke liye kanoon ke ek aaise muhafiz ko tainaat karoonga … joh kanoon ki aan ke liye apni jaan bhi de sakta hai … joh vardi ki shaan ke liye dono jahan se ladh sakta hai

by Satyendra Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Police, Patriotism
——-

Journalist mar sakta hai … journalism nahi

by Ayub Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Main kanoon ka woh ajgar hoon joh dasta nahi … nighal jaata hai

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Law & Order
——-

Maut aur zindagi ki lakeer toh pehda hote hi uparwaala likh deta hai

by Ayub Khan
categorised in World & Universe
and also in Life, Death, Religion & God
——-

Yeh zameenay jispar apna raj kayam karna chahte ho … ek din tumhare liye kabristan ban jayega

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Yahan khaki vardi ka nahi … gundagardi ka raj chalta hai

by Raj Babbar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Police
——-

Kanoon hum mein phaasne ke liye rozana dus raaste banata hai … aur hum usse nikalne ke liye sau raaste banate hai

by Raj Babbar
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Rowdyism
——-

Kanoon ke dushmano ko main chitta ki raakh bana deta hoon

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Enemy

In case there are some dialogues missed from the movie Gundagardi (genre: ) from 1997, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *