Famous Dialogues from Movie – Ghar Ho To Aisa (1990)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Ghar Ho To Aisa released in year 1990

Cancer ka ilaaj hai iss duniya mein … lalach ka nahi hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Drama
——-

Zindagi mein kabhi izzat mat khona

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Bade ghar ka damaad banna, jaise topi ko sar se utaar ke pairo mein pehenna

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Family, Clothes & Shoes, Comedy
——-

Insaan toh is duniya mein ek doosre ki hamdardi ke liye hi paida hua hai

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Jis ghar mein naari jaati ko maan diya jaata hai, izzat di jaati hai … us ghar mein devta baste hai … aur jis ghar mein naari jaati ka apmaan hota hai … us ghar mein rakshash rehte hai

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in House, Women, Drama
——-

Kulhaari ko pair pe maaro, ya pair ko kulhaari pe maaro … har halat mein pair hi katne waala hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Bhagwan ka banaya hua sansar ek aisa bazaar hai … jahan insaan ka kiya hua hisaab usse yahin chutta karke jaana padta hai

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Ghar Ho To Aisa (genre: ) from 1990, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *