Famous Dialogues from Movie – Geraftaar (1985)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Geraftaar released in year 1985

Har paida hone waale ko marte waqt kafan pehenna padta hai … vaise hi har kaale dhande karne waale ko hathkadi pehenni padti hai

by Rajinikanth
categorised in World & Universe
and also in Drama, Business
——-

Socho kuch, bolo kuch, dekho kuch, dikhao kuch, karo kuch … ho jaye kuch … samajh mein aaya kuch?

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Gareebon ko naukri se nikaal nikaal ke amir log thak jayenge … magar uparwala naukri dete dete kabhi nahi thakega

by Kamal Hassan
categorised in World & Universe
and also in Job & Career, Religion & God
——-

Buzdilon ki goliyan Karan ka seena dekh kar apna rukh badal leti hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Jab pyar ki aag ek baar jalti hai … toh woh kabhi nahi bujhti

by Kamal Hassan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Kanoon banane se pehle kanoon todne waale paida ho gaye the

by Ranjeet
categorised in World & Universe
and also in Law & Order
——-

Taala mazboot hone se kuch nahi hota hai … darwaza mazboot hona chahiye

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Devi devta naraaz ho jaye toh aadmi pareshan ho jaata hai … lekin aadmi naraaz ho jaye toh devi devta parwah hi nahi karte

by Kamal Hassan
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Geraftaar (genre: Action, Adventure, Drama, Musical, Family) from 1985, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *