Famous Dialogues from Movie – Garv: Pride and Honour (2004)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Garv: Pride and Honour released in year 2004

Main maut ko takiya, aur kafan ko chaadar banakar audhta hoon

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Death, Patriotism
——-

Ayanda mardon ki baraat lootne … hijadon ki toli kabhi mat bhejna

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Men, Comedy
——-

Izzat se baat, izzatdar logon se ki jaati hai … bhadwon se nahin

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Adult, Drama
——-

Teri liye no chargesheet sirf D-final … yani death final

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Death, Police, Action
——-

Arjun kabhi marte nahin … Arjun ladte hain!

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Tu goli lena kaise pasand karega … pani ke saath, sode ke saath, whiskey ke saath … yah phir direct

by Arbaaz Khan
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Action
——-

Khoon ki holi aap jaise politicians khelte hain … police nahin

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Politics, Police
——-

Paiso ke liye aatankwadi ladte hai, sipahi nahi … sipahi sirf apne vatan ki izzat aur mulk ki hifazat ke liye ladte hai

by Arbaaz Khan
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Money
——-

Tujhe kaandha dene ke liye ek aadmi bhi naseeb nahin hoga

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Mere revolver se nikalne waali goli … mujrim se uski zaat, ya uska mazhab nahin poochti … ki woh Hindu hai yah Musalman

by Arbaaz Khan
categorised in World & Universe
and also in Action, Thief & Criminal
——-

Humne uski jamaad aur uska naam ration card se kaatna shuru kar diya hai

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Tum jaise gundo ke liye … police se bada gunda is duniya mein doosra koi nahi

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Police, Thief & Criminal
——-

Main apna antim sanskar kar chuka hoon

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Death
——-

Mujhe toh yahan har mard ki nazar mein sirf bhook aur havas nazar aati hai … lekin Arjun ki nazar mein mujhe imaan aur izzat nazar aati hai

by Shilpa Shetty
categorised in World & Universe
and also in Men, Drama
——-

Is napunsak samaaj mein antim vijay … sada asatya, adharm aur anyaay ki hi hoti hai

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Victory & Success, Lies & Cheating, Drama
——-

Is umar mein jab haddiyan tootti hai … toh badi mushkil se judti hai

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Apni atmaraksha mein goli chalana … hamara manav adhikaar hai, hamara loktantrik adhikaar hai

by Arbaaz Khan
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Hamara Constitution karam pradhaan hai … dharam pradhaan nahi

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Government, Religion & God
——-

Sarkar badalte hi netao ko afsaro ka tabaadla karne ki purani bimari hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Government, Politics
——-

Kyun ki bhagwan ek hi waqt har jagah nahi ho sakte na … is liye unhone maa ko banaya hai

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Parents, Religion & God
——-

Hum joh kahenge woh aadesh hoga … hum joh banayenge woh kanoon hoga

by Govind Namdeo
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Rowdyism
——-

Agar tune un policewaalo ka koi game nahi kiya … toh main teri puri nasal ka game kar daloonga

by Mukesh Rishi
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Action, Police
——-

Jab beti badhi ho jaati hai … toh maa ke seene ka bhoj badh jaata hai

by Farida Jalal
categorised in World & Universe
and also in Parents, Drama
——-

Woh meri jagah doosre vyakti badal sakte hai … hamare sankalp aur vichaar nahi

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama
——-

Tabaadlo se ilaake badalte hai … iraade nahi

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Drama, Inspiration
——-

Jodhenge todhenge, ladenge ladwaenge, dal banayenge bhigadenge … par ek roz hi kursi par bahetke dikhayenge

by Govind Namdeo
categorised in World & Universe
and also in Politics, Comedy
——-

Main tujhe is qaid mein … har roz ek nayi maut maroonga

by Shivaji Satham
categorised in World & Universe
and also in Death, Action
——-

Mukadma sabooto aur gawaho se lada jaata hai … bhashan-baazio, nautanki aur tamasho se nahi

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Garv: Pride and Honour (genre: Drama) from 2004, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *