Famous Dialogues from Movie – Gair (1999)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Gair released in year 1999

Prayashchit insaan ke paapo ko mitta deta hai … woh buzdil hote hai joh apne paapo ko mittane ke bajaye khud ko mitta dete hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Main ‘gaa’ bajhata hoon toh ‘saa’ bajhta hai, main ‘paa’ bajhata hoon toh ‘maa’ bajhta hai … yane ki main kuch bhi bajha saku, usse pehle meri bajh jaati hai

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Music, Comedy
——-

Dobara agar isne mere beete hue kal mein jhaankne ki koshish ki … toh isse aane waala kal dekhna naseeb nahi hoga

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Teri zulfon ke pech-o-kham teri zindagi se kam nahi … jitni sawariye utni ulajhti chali jaati hai

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Life
——-

Jeet ki khushi zahir karna achi baat hai … lekin maghroor hona munasib nahi

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Happiness, Victory & Success
——-

Jab tak tum jaisi auraten is dharti par zinda hai … kalyug mein bhi satyug zinda rahega

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Women

In case there are some dialogues missed from the movie Gair (genre: Action) from 1999, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *