Famous Dialogues from Movie – Footpath (2003)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Footpath released in year 2003

Kabhi kabhi dosti nibhane ke liye … doston ke saath thodi dushmani bhi karni padti hai

by Anup Soni
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Enemy
——-

Haraam ka maal kamane ke baad aadmi sirf do hi jagah pe milta hai … daru ke canistar mein yah rundi ke bistar mein

by Rahul Dev
categorised in World & Universe
and also in Adult, Money, Comedy
——-

Agar toofan ka raasta badalna mushkil ho jaye … toh apna raasta badal lena chahiye

by Bipasha Basu
categorised in World & Universe
and also in Weather, Drama
——-

Khoon ka rishtaa khoon bahake hi khatam kiya jaa sakta hai

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Tum sach ko sapna samajhke bhula dena chahti ho … lekin main us sapne ko sach karna chahta hoon

by Aftab Shivdasani
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Dreams
——-

Kehte hai jungle mein naya janwar aaye toh … sabse pehle sher ko saalam karna padta hai

by Aftab Shivdasani
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds
——-

Cocaine … yeh safed aur masoom dikhne waala powder, sirf naujawaan logon ko hi maut ke mooh tak nahi pahunchata … balki is mein itna dum hai … ki yeh kisi desh ki sarkar ko gira bhi sakta hai aur sarkar bana bhi sakta hai

by Anup Soni
categorised in World & Universe
and also in Government, Death

In case there are some dialogues missed from the movie Footpath (genre: Drama) from 2003, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *