Famous Dialogues from Movie – Fiza (2000)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Fiza released in year 2000

Jin gharon par Allah meherbaan hota hai … wahan betiyan paida hoti hai

by Jaya Bhaduri Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Women, House, Religion & God
——-

Harra rang aur bhagwa rang, green and saffron … Hindustan ke jhande ka ek hi hissa hai … usse ek hissa hi rehna chahiye … poora jhanda banne ki koshish nahi karni chahiye

by Karisma Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Drama
——-

Insaaniyat is duniya se bas laapata si ho gayi hai

by Karisma Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jeena koi majboori nahi, ek maqsad hai

by Hrithik Roshan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Chhot toh budhape ki hoti hai … ek baar lag jaye, toh dard marte dam tak hota hai

by Jaya Bhaduri Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Dard jitna zyada hota hai … cheenkh utni hi lambi hoti hai

by Karisma Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hasee nahi hai toh is duniya mein kuch bhi nahi hai … haste raho, haste raho, haste raho

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Comedy
——-

Asli imaan sirf mohabbat hai

by Jaya Bhaduri Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Inspiration
——-

Kalam ki taqat talwaar se zyada hoti hai

by Karisma Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Bimaari ko chupane se rog kam nahi hota … badh jaata hai

by Karisma Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Maa ki bad-dua bhi dua bankar lagti hai

by Jaya Bhaduri Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Parents
——-

Duniya mein saharon ki sabhi ko zaroorat hoti hai … kisi ke pyar se badkar duniya mein koi sahara nahi hota

by Isha Koppikar
categorised in World & Universe
and also in Romance, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Fiza (genre: Drama) from 2000, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *