Famous Dialogues from Movie – Fitoor (2016)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Fitoor released in year 2016

Khud se azaadi toh sirf maut hi de sakti hai … ya phir ishq

by Aditya Roy Kapur
categorised in World & Universe
and also in Death, Romance
——-

Khuda ki barkat hai mohabbat … mohabbat karo toh toot ke, bina khauf ke, bina sharm ke, bina soch ke … agar jeet gaye toh kya kehna … haare bhi toh baazi maat nahi

by Aditya Roy Kapur
categorised in World & Universe
and also in Romance, Defeat & Failure, Victory & Success
——-

Pyar bhi ajeeb janwar hai … chabuk taan do, bhookha maar do, zinda gaad do … par kambakht baaz nahi aata

by Aditya Roy Kapur
categorised in World & Universe
and also in Romance, Animals & Birds
——-

Agar meri kismat mein sirf khaak likha hai … mujhe qubool hai … agar yeh hi meri aakhri aah hai … mujhe qubool hai … qubool hai, qubool hai, qubool hai

by Aditya Roy Kapur
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Drama
——-

Yeh ishq nahi aasaan … ya toh dooboge ya tairke nikloge

by Tabu
categorised in World & Universe
and also in Romance, Drama
——-

Kuch cheezein apni jagah pe hi theek rehti hai … door se dekh lo, aankhen sek lo … haath lagao toh gayab ho jaati hai

by Tabu
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Qayamat bhi kya cheez hai … na dastak, na aaghaaz … jab mann kiya sar uthake aa jaati hai aur sab jalakar raakh kar deti hai

by Aditya Roy Kapur
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Ek bas seene mein dil chahiye … aap poori kaiyanaat se ladh padoge

by Aditya Roy Kapur
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, World & Universe

In case there are some dialogues missed from the movie Fitoor (genre: Romance, Drama) from 2016, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *