Famous Dialogues from Movie – Entertainment (2014)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Entertainment released in year 2014

Jahan kabootar ka naam Masakali ho sakta hai … zameen pe rehkar ghode ka naam Badal ho sakta hai … aadmi ka naam Mahela Jayawardene ho sakta hai … toh inka naam Entertainment kyun nahi ho sakta hai

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Animals & Birds
——-

Ab yeh slumdog … millionaire ban gaya!

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Abhe mobile tower bulaya tha … yeh sim card kahan se aa gaya

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Waqt ka pata nahi chalta hai apno ke saath … lekin apno ka pata chal jaata hai waqt ke saath

by Prakash Raj
categorised in World & Universe
and also in Time, Drama
——-

Life without you is no fun … because I’ve turned into an orphan

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Life, Comedy
——-

Main toh apna blood samjha tha … tu toh blood cancer nikla

by Prakash Raj
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Is shehar mein achcha vakil kanoon jaanta hai … aur bahut achcha vakil judge ko jaanta hai

by Prakash Raj
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Comedy
——-

Meri beti ki liye mujhe woh patti chahiye joh sympathy nahi … mujhe sampatti lakar de

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Money, Comedy
——-

Isse kehte hai mast chick … one piece item in two piece bikini

by Sonu Sood
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Comedy
——-

Tere mein woh khami hai joh ek amir aadmi bhi khareed nahi sakta … (kya?) … gareebi!

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

God samajhta main aapko … magar aap toh godzilla nikle

by Sonu Sood
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Horror, Comedy
——-

Hum do jism ek jaan hai … unhi se mera savera, meri har ek shyam hai … unhi ke charano mein mere charon dhaam hai

categorised in World & Universe
and also in Romance, Shayari
——-

Main paison ka aaisa multiplication karoonga … ki dekhte dekhte aapke chehre pe joh smile hai uska subtraction ho jayega … aapke dimaag ka division ho jayega … aur meri zindagi mein aapki beti ka addition ho jayega

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Money, Life, Education
——-

Wah Bharatiya naari … mann mein lajja, tann pe saree

by Prakash Raj
categorised in World & Universe
and also in Women, Clothes & Shoes
——-

Ghar ghar ki kahani vulgar ki rani ho gayi hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in House, Comedy
——-

Maathe pe bindiya, aankhon mein kajal … yeh hoti hai ladki pagal

by Prakash Raj
categorised in World & Universe
and also in Women
——-

Jab mein ek peg peeta hoon na, main kisi ke baap ki nahi sunta … jab mein do peg peeta hoon, toh main apne aap ki bhi nahi sunta … jab main teen peg peeta hoon, tab koi bhi mera nahi sunta

by Prakash Raj
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Entertainment (genre: Comedy) from 2014, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *