Famous Dialogues from Movie – Ek Rishtaa: The Bond of Love (2001)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Ek Rishtaa: The Bond of Love released in year 2001

Koi kahe jheel, koi kahe jharna, koi dilruba tujhko … main bekhauf keh deta hoon, husn ka khuda tujhko

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Jab sooch mein ek peedhi ka antar aa jaye … toh dono ko apne raaste alag alag kar lene chahiye

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Is tarah pyar ka izhaar nahi hota … joh do kadam saath chale woh yaar nahi hota … pyar karne waale kaaton pe chalte hai … joh aa jaye sholay toh sholon mein jalte hai … kyun tujhe mere pyar par aitbaar nahi hota … agar dilon mein sacha pyar nahi hota … toh yeh duniya nahi hoti, yeh sansar nahi hota

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Poem, Romance, World & Universe
——-

Hamare bandhan ke samne maine maatha teka hai … ghutne nahi teke hai

by Juhi Chawla
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Sukh baatne se badhta hai … dukh apnane se, dukh kam hota hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Happiness, Sadness, Drama
——-

Jab tum mere paas nahi hote toh mera dil nahi lagta … aur jab pass hote ho toh mera jee nahi bharta

by Juhi Chawla
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Khudai bhi jhukti hai mere yaar ke samne … koi tik nahi sakta mere pyar ke samne

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, Friendship
——-

Teri aankhen hai jheel, jharno ka hai tujh mein jadoo … bas ek nazar dekhkar tujhko, mera dil hota hai bekabu

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Zindagi aur kuch nahi sirf ek rishtaa hai … joh in rishton ko todh deta hai, woh apno tak ko kho deta hai … aur joh in rishton ko nibha leta hai, insaan toh kya bhagwan ko bhi paa leta hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Life, Inspiration, Drama
——-

Aaj rishto ne mere haath baand diye … varna kasam se tujhe khoon ke aasoon rulata

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Oh meri jumma kitna tarsayegi de de chumma

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Romance, Comedy
——-

Yeh baazi hum haar chuke hai … lekin is jung mein jeet hamari hogi

by Ashish Vidyarthi
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games, War & Battle
——-

Businessman woh hota hai joh poori imaandari ke saath … apne waqt, apne hunar, apni kaabiliyat ka sauda karne ke baad muhafza kamata hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Business, Truth & Honesty, Money
——-

Maalik ke ghar pe andhera karke … kabhi kisi mazdoor ke ghar mein roshni nahi aa sakti

by Ashish Vidyarthi
categorised in World & Universe
and also in House, Drama
——-

Zindagi mein kuch rishtey aaise hote hai … jahan insaan ko maaf karna padta hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Ek kamyab businessman wahi hota hai … jis mein faisla lene ki ek shamta ho

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Business, Inspiration
——-

Tum bhool gaye ki ninyaanve ki sankhya par ek aaisa saanp behta hai … jiske kaatne se khiladi itne neeche gir jaata hai … ke phir uske pass wapas upar uthne ki koi gunjaish nahi rehti

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games, Drama
——-

Rishta todne waale sab kuch kho dete hai … jodne waale hamesha aabad rehte hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Yeh ghar mera hai … is ghar mein bole hue mere har alfaaz kanoon ke barabar hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in House, Law & Order, Drama
——-

Beta jab jawan ho jaata hai toh woh apne baap ke swabhiman ko … abhiman samajhne lagta hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Parents, Drama
——-

Aye sangdil sanam, sahenge hum tera har sitam … sanam teri kasam, hum dil de chuke sanam

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Romance
——-

Tu meri Bobby hai, tu meri Noorie hai, tu meri Julie hai … oh meri jaan tujh pe yeh dil kurbaan

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Romance, Comedy
——-

Zameen par rhengne waala saanp toh insaano ko kabhi kabhi chhod deta hai … lekin tum aasteen mein palne waale woh saanp ho … jisne kisiko nahi bhaksha

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Drama
——-

Tere haathon ke kangan mein dil mera atka … toot jayega zaalim agar degi isse jhatka

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy, Romance
——-

Suna tha rishtey insaano ko ek doosre se jodhte hai … lekin mere rishton ne toh mujhe bilkul hi todh kar rakh diya

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Sadness
——-

Maine tum par vishvas kiya … aur tumne ussi vishvas ki neev mein zehar dal diya

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Ek Rishtaa: The Bond of Love (genre: Family, Drama) from 2001, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *