Famous Dialogues from Movie – Ek Nazar (1972)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Ek Nazar released in year 1972

Dil aur daulat ka mel kabhi nahi hota hai

by Nadira
categorised in World & Universe
and also in Money, Drama
——-

Ishq ki duniya hoti hai mehboob ki ek nazar … aur woh nazar zamane bhar ke husn se zyada haseen hoti hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Tu aaisa khatarnak keeda hai joh aurat ki kismat khata hai … tumhe maarna toh gunah nahi sawab hoga

by Jaya Bhaduri Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Women, Crime
——-

Mere khamosh rehne se jiski maut hogi, uske saath sirf main maroonga … magar mere bolne se jiski maut hogi, uske saath bahut log mar jayenge

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Insaan hona hi sabse oonchi zaat hai, sabse bada dharam, sabse nek mazhab

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Religion & God
——-

Nasha sharaab mein nahi hota bewakoof … varna paimaane nachte

by Sudhir
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy
——-

Sach ko chupana ek bahut bada jurm hai … duniya ka koi logic, insaan ka koi jazba is jurm ko justify nahi karta

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Crime, Truth & Honesty, Drama
——-

Dilon mein agar sachchai na hoti … toh mohabbat mein deewangi nahi hoti

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Romance

In case there are some dialogues missed from the movie Ek Nazar (genre: Romance) from 1972, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *