Famous Dialogues from Movie – Ek Mahal Ho Sapno Ka (1975)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Ek Mahal Ho Sapno Ka released in year 1975

Uljhe dhaagon ka sera toh mil jaata hai … lekin uljhi zindagi ka sera badi mushkil se milta hai

by Leena Chandavarkar
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Poocha unse ishq kiya kya yeh koi paap hai … usne kaha chup raho tere peeche khada mere baap hai

by Deven Verma
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Parents, Comedy
——-

Humse poocho ki haqeeqat kya hai … tum jisse apni mohabbat de do, usko daulat ki zaroorat kya hai

by Deven Verma
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Money
——-

Aurat aur sharaab dono mein koi farak nahi … dono ka kaam hai aag lagana

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Women, Food & Drinks
——-

Mere khwaabon ke jharokhon ko sajane waali … tere khwaabon mein kahin mera guzar hai ki nahi

by Leena Chandavarkar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Dreams, Romance
——-

Chale the zamaane se mooh pherkar … yaka-yak tera saamna ho gaya

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Taar is majnoon ka aaya mujhe Holland se … Sonia ji sair karke aa gayi England se

by Deven Verma
categorised in World & Universe
and also in Shayari, City & Places

In case there are some dialogues missed from the movie Ek Mahal Ho Sapno Ka (genre: ) from 1975, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *