Famous Dialogues from Movie – Dulhe Raja (1998)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Dulhe Raja released in year 1998

Daulat ka kya hai, woh toh aati jati rehti hai … magar beti toh ghar ki izzat hai … aur izzat ek baar chali jaye toh woh laut kar vapis nahi aaya karti

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Women, Money, Drama
——-

Meri maa ne kaha tha … ki jab bhi koi buzurg tum par haath uthaye, toh uska jawab muskurakar dena

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama, Parents
——-

Aaj tak mujhe tum jaisi koi ladki dikhi hi nahi … dikhi hai toh mili hi nahi … mili nahi toh baat bani hi nahi … baat bani nahi toh baat aage badhi hi nahi … isliye main zindagi mein peeche reh gaya

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Romance, Comedy, Life
——-

Haraam ki daulat, zabardasti ka pyar aur ganda badbudar khana … in teeno ka ek hi hashar hona chahiye … inhe uthakar kachre ke dabbe mein phek dena chahiye

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Food & Drinks
——-

Ek juari ki haar ya jeet ka faisla tab hota hai … jab woh apne saare patte khol deta hai

by Mohnish Behl
categorised in World & Universe
and also in Gambling, Victory & Success, Defeat & Failure
——-

Yeh andhere mein hazaar volt ke jhatke kyun de rahi ho? … mere dil mein na jaane kaise kaise bulb jal uthe

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Adult, Comedy
——-

Zara hum mein bhi batting karne do yaar … taki hum bhi batayein ki ball stadium ke bahar kaise jata hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games
——-

Mann mein itna loud baat karoge toh awaaz toh aayegi na

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Ummeed ka diya toh zindagi ka diya bujhne ke baad hi bujhta hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Life
——-

Log toh aasteen mein saanp paalte hai … lekin tum toh aasteen ke bichhoo nikle

by Prem Chopra
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds
——-

Uski wajah se mera blood pressure, pressure cooker ki mafik itna upar chad jata hai … ki chaaro taraf se seetiyan bajne lagti hai

by Dinesh Hingoo
categorised in World & Universe
and also in Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Dulhe Raja (genre: Comedy) from 1998, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *