Famous Dialogues from Movie – Don (1978)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Don released in year 1978

Don ka intezaar toh gyarah mulkon ki police kar rahi hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Police, Drama
——-

Don ko pakadna mushkil hi nahin … namumkin hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Yeh tum janti ho ki yeh revolver khali hai … main janta hoon ki yeh revolver khali hai … lekin police nahin janti ki yeh revolver khali hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Action, Police
——-

Jee chahta hai tujhe gande keede ki tarah masal doon … magar main apne haath gande karna nahi chahta

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Mujhe do tarah ki ladkiyan pasand nahi aati … ek woh joh mere pass aane mein bahut derr lagaye … aur ek woh joh bahut jaldi aa jaye

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Women, Comedy
——-

Don zakhmi hai toh kya … phir bhi Don hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Insaan apni burai chhod sakta hai … lekin insaan ki badnaami hamesha uske saath rehti hai

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Neeche tumhari aunty bahut se uncles ko lekar aayi hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Family, Comedy
——-

Insaan yeh jaan sakta hai ki chaand aur suraj mein kya chupa hai … lekin yeh kabhi nahi jaan sakta ki ek ladki ke dil mein kya chupa hai

by Helen
categorised in World & Universe
and also in Women, Drama
——-

Is pistol ki goli se tumhare maathe par ek teesre aankh bana doonga

categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Mujhe junglee billiyan pasand hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds
——-

Giraftaar hone ki aadat mujhe bilkul nahi hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Don (genre: Action) from 1978, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *